Friday, 5 April 2013

Waqt




tu tham nahi sakta,,tu ruk nahi sakta 
yeh waqt chalta rehta hai
tujhe chalna hi padega..

mushkile raho mai hazar aaye 
ya pir khushiyo ki bhar aaye
har kaynat apna waqt leke aati h
yehj waqt chalta rehta hai
tujhe chalna hi padega..

na ho ab udaas tu, na ho ab hatash tu
bura waqt h agar tera 
toh woh ek din guzar jayega
yehj waqt chalta rehta hai
tujhe chalna hi padega..

mana khushiya aaj tujhe ghere h
par kai raaj usmai bhi ghanere h
hai mauka yeh tere paas
kal k liye khusi ya gum chunega
yehj waqt chalta rehta hai
tujhe chalna hi padega..

chalna toh hoga hi tujhe
 par ab yeh tui sochega
 waqt k baad, waqt k saath 
ya pir waqt se aage chalega
yehj waqt chalta rehta hai
tujhe chalna hi padega..

tu tham nahi sakta,,tu ruk nahi sakta 
yeh waqt chalta rehta hai
tujhe chalna hi padega..
tujhe chalna hi padega..

2 comments: