Ek aawaj sisakti si, har banda usse anjaan tha...
Lekin Khuni darindo k dil ki zameen me us samay to pura aasman tha...
Ek bar sochta to sahi tu uparwale, kya tera yeh faisla aasan tha...
Kya kasur tha us bechari ka, are uska dil to abhi nadan tha....
Bulana tha to aise hi bula leta, tere kadmo me to pura jahan tha...
kya kasak reh gyi thi tere dil mein, ki har koi insaan waha hairan tha...
Tamashe dekhne ka itna hi shok tha, to un bandaro ko hi upar bula leta,

jinke dilo me jaga hua wo haiwan tha...
Are kuch to karta us samay, jb wo doctor bhi waha bezuban tha...
Ab beth maje se duniya dekh, lekin uska to ye asli imtihaan tha...
Ab log bhi bus yhi kahenge, ki us samay kahan wo Bhagwan tha...

By- Harsh Biyani
No comments:
Post a Comment